(Originally published on Facebook Notes on September 10, 2009.)
Kaam Asaan Ho
Ho ja'ay, chahay jahan bhi dehan ho
Dimagh ka kharach ho kam say kam
Warna roth kay bath ja'ain gay hum
Koi muddat muqarrar na ho us ki
Chahay abhi ker dain, chahay badd aik sadi
Ghalti ke gunjaish barabar mojuud rahay
Farishtay to nahe akhar ko hum insaan hain
Manzuur hoon ye sharaa'it to theek hai
Wagarna hum bhi banday baray shareer hain
Ho ja'ay, chahay jahan bhi dehan ho
Dimagh ka kharach ho kam say kam
Warna roth kay bath ja'ain gay hum
Koi muddat muqarrar na ho us ki
Chahay abhi ker dain, chahay badd aik sadi
Ghalti ke gunjaish barabar mojuud rahay
Farishtay to nahe akhar ko hum insaan hain
Manzuur hoon ye sharaa'it to theek hai
Wagarna hum bhi banday baray shareer hain
{These are the terms a person is dictating to a manager about the kind of work to be assigned. Read and enjoy!}
No comments:
Post a Comment